Friday 23 September 2016

Ibrahim Pasha Poetry Lyrics By Mera Sultan

Ibrahim Pasha Poetry Lyrics And  Download Mp3



Geo Kahani TV series Mera Sultan character Ibrahim Pasha's gorgeous poetry lyrics with
speacially designer image.


 Design by Sonya Khan95






download mera sultan poetry/poems picture mp3







Ibrahim Pasha Poetry Lyrics:


Aey hardil aziz haseena...
sun zara mere dil ka safina...
tune he sekha ya mujhe piyar ka qareena
esi baess rawa hai zeest ka safeena...
Aey mere zahir ae mere batin
aey mere dil ki shehzadi.
tujhse mil kar he mujhe aaska ishq ka qareena
tujhse phele be sabab thi meri zindagi
khali tha mere dil ka chaman
na koi bark o bar na gul o bulbul
ujra hua tha sab gulshan
tere aaney se baahar agyi
veraney chaman me jaan par gyi
phool saakh perrh panchi sab zinda hogye
tu mujhse kiya roothi mujhse bahaarey
rooth gyi.
chaand suraj hawa badal sab toth gye
sab mera sat chor kar mujhe tanha kar gye.
Aey har dil aziz haseena
sun zara mere dil ka sazeena
tune sekhaya mujhe piyaar ka qareena
esi baeis rawa hai zeest ka safeena
aey mere dil ki shehzadi
meri tkhseer be shak kabil e muafi nhi
be shak mera gunah azeem sahi
lekin mera jazba pakezgi se mamoor hai
sun aey meri khazeena
mujhe dar guzar karde
warna ajam ki gumnaam raho me
apni jaan de dou ga
aey har dil aziz haseena
sun zara mere dil ka sazeena
tune he sekhaya mujhe piyar ka qareena
esi baeis rawa hai zeest ka safeena.

Compose By Sonya Khan95


sonyakhan95 quotes

No comments:

Post a Comment

Modi condemns violence after Canada temple incident

Three people have been arrested and charged over an incident at a Hindu temple near Toronto. from BBC News https://ift.tt/IhQB8ok